Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position


Join the forum, it's quick and easy

Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position
Virtual Position Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Wafa mein aab yeah hunar ikhtiyaar karna hai..

View previous topic View next topic Go down

GMT + 3 Hours Wafa mein aab yeah hunar ikhtiyaar karna hai..

Post by plhr60 Sat Dec 08, 2012 9:50 pm

Wafa mein aab yeah hunar ikhtiyaar karna hai..
Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai..

Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say howa ?
Mujhay tu khair taira intazaaar karna hai

hawa ke zad mein jalanay hain ansoon kay chiraagh
kabhi yeah jashan sar rah'guzaar karna hai

woh muskura kay naye waswasoon mein daal gaya
khayaal tha ke ussay sharamsaar karna hai

misaal e shaakh e barhana khizan ke rut mein kabhi
khud apnay jisam ko bay barg o baar karna hai

tairay firaaq mein din kiss tarhaan kattain apnay
keh shughal e shab tu sitaray shumaar karna hai

chaloo yeah ashak hee moti samajh kay baich ayain
kissi tarhaan tu humain rooz'gaar karna hai

kabhi tu dil mein chupay zakham bhi numayaan hoon
qaba samajh kay badan taar taar karna hai

khda khabar yeah koi zid keh shouq hai mohsin
khud apni jaan kay dushman say payaar karna hai

plhr60
plhr60
Monstars
Monstars

Aquarius Horse
Posts : 536
Join date : 2011-10-20
Age : 34
Drunk

Character sheet
Experience:
Wafa mein aab yeah hunar ikhtiyaar karna hai..  Left_bar_bleue33/500Wafa mein aab yeah hunar ikhtiyaar karna hai..  Empty_bar_bleue  (33/500)

Back to top Go down

View previous topic View next topic Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum