Kuch din tau baso meri aankhon mein
Page 1 of 1 • Share
Kuch din tau baso meri aankhon mein
Kuch din tau baso meri aankhon mein
Phir Khawab agar ho jaao tau kiya
.
.
Koi rang tau dau mere chehray ko
Phir zakham agar mehkaao tau kiya
.
.
Jab hum hi na mehkay phir sahib
Tun baad-e-saba kehlaao tau kiya
.
.
Ik aaina tha so toot gaya
Ab khud se agar sharmaao tau kiya
.
.
Tum aas bandhaanay waalay thay
Ab tum bhi humain thukraao tau kiya
.
.
Duniya bhi wohi aur tum bhi wohi
Phir tum se aas lagaao tau kiya
.
.
Main tanha tha main tanha hoon
Tum aao tau kiya na aao tau kiya
.
.
Jab dekhnay wala koi nahin
Bujh jaao tau kiya gehnaao tau kiya
.
.
Ik weham hai yeh is duniya mein
Kuch kho-o tau kiya aur kuch paao tau kiya
.
.
Hai yun bhi ziyaan aur yun bhi ziyaan
Ji jaao tau kiya mar jaao tau kiya........
Phir Khawab agar ho jaao tau kiya
.
.
Koi rang tau dau mere chehray ko
Phir zakham agar mehkaao tau kiya
.
.
Jab hum hi na mehkay phir sahib
Tun baad-e-saba kehlaao tau kiya
.
.
Ik aaina tha so toot gaya
Ab khud se agar sharmaao tau kiya
.
.
Tum aas bandhaanay waalay thay
Ab tum bhi humain thukraao tau kiya
.
.
Duniya bhi wohi aur tum bhi wohi
Phir tum se aas lagaao tau kiya
.
.
Main tanha tha main tanha hoon
Tum aao tau kiya na aao tau kiya
.
.
Jab dekhnay wala koi nahin
Bujh jaao tau kiya gehnaao tau kiya
.
.
Ik weham hai yeh is duniya mein
Kuch kho-o tau kiya aur kuch paao tau kiya
.
.
Hai yun bhi ziyaan aur yun bhi ziyaan
Ji jaao tau kiya mar jaao tau kiya........
saleha- Monstars
-
Posts : 469
Join date : 2012-01-28
Age : 36
Location : ...
Similar topics
» Kuchh diN to basO meRi aaNkhoN meN
» Aankhon Mein Base Ho Tum
» Mast Aankhon Mein Shararat
» Tum Hi Tum Ho Meri Zindagi Mein
» Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahar Ban K
» Aankhon Mein Base Ho Tum
» Mast Aankhon Mein Shararat
» Tum Hi Tum Ho Meri Zindagi Mein
» Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahar Ban K
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|
Sat May 04, 2024 11:49 am by ali001
» house disrepair claims
Thu May 02, 2024 4:29 pm by Ibad Khan Buledi
» Bounce n Bang: Physics puzzler
Thu May 02, 2024 11:39 am by ali001
» AIChatSY - AIChatbot Assistant
Wed May 01, 2024 10:48 am by ali001
» Storybook Magic App
Tue Apr 30, 2024 7:06 pm by ali001
» Flower Book Match3 Puzzle Game
Tue Apr 30, 2024 12:17 pm by ali001
» Avian Influenza Symptom in Chickens "Bird Flu H5N1 Virus" Vet learning materials, Poultry Farming
Sat Apr 27, 2024 9:57 am by Ibad Khan Buledi
» Aloha Planner - Note-Taker
Thu Apr 11, 2024 4:52 pm by ali001
» Streaming Guide Film TV Series
Tue Apr 09, 2024 9:39 pm by ali001