Hum tere shehr main aye hain musafir ki tarha
Page 1 of 1 • Share
Hum tere shehr main aye hain musafir ki tarha
Hum tere shehr main aye hain musafir ki tarha
sirf ek bar mulakat ka moka de day...
Hum tere shehr main aye hain musafir ki tarha..
meri manzil hai kaha mera thikana hai kaha?
subho tak tujh say bhichar kar mujhay jana hai kaha?
sochnay k liye ek raat ka moka de day..

apni ankho main chupa rakhay hain jugno mai nay
apni palko main saja rakhay hain ansu main nay
meri ankho ko bhi barsaat ka moka de day..

aj ki raat mera dard-e-muhabat sun lay
kapkapatay huay honto ki shikayat sun lay
aj izhaar-e-khayalaat ka moka de day..

bhoolna tha tu ye iqraar kya hi kue tha?
bewafa tunay mujhay pyar kya hi kue tha?
sirf do char sawalaat ka moka de dy..

saleha- Monstars
-
Posts : 469
Join date : 2012-01-28
Age : 36
Location : ...
Similar topics
» Main andheri raat ka musafir keroon roshni ka intezaar kia??

» Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain
» Kartey Hain Teri Talash Main Aur Meri Tanhai
» Kab mera nasheman ahl e chaman gulshan main gawara kartay hain

Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|
Sat May 04, 2024 11:49 am by ali001
» house disrepair claims
Thu May 02, 2024 4:29 pm by Ibad Khan Buledi
» Bounce n Bang: Physics puzzler
Thu May 02, 2024 11:39 am by ali001
» AIChatSY - AIChatbot Assistant
Wed May 01, 2024 10:48 am by ali001
» Storybook Magic App
Tue Apr 30, 2024 7:06 pm by ali001
» Flower Book Match3 Puzzle Game
Tue Apr 30, 2024 12:17 pm by ali001
» Avian Influenza Symptom in Chickens "Bird Flu H5N1 Virus" Vet learning materials, Poultry Farming
Sat Apr 27, 2024 9:57 am by Ibad Khan Buledi
» Aloha Planner - Note-Taker
Thu Apr 11, 2024 4:52 pm by ali001
» Streaming Guide Film TV Series
Tue Apr 09, 2024 9:39 pm by ali001