Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position


Join the forum, it's quick and easy

Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position
Virtual Position Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

aaj main hoon yahan woh kahan

View previous topic View next topic Go down

GMT + 3 Hours aaj main hoon yahan woh kahan

Post by Abir Sun Feb 13, 2011 5:12 pm

kahani mohabat ki hai mukhtasir
gaya dil se phir woh na aaya idhar
kaheen koi tha meri rahon ka ek humsafar

kar gaya dil ka woh soona nagar
koi rasta na koi dagar

ussay dhoondo kahan
ussay paaon kahan
aaj main hoon yahan woh kahan

neelay aasman pay
badal chha rahay hain

panchi apnay ghar ko
wapis jaa rahay hain

ussay dhoondo kahan
ussay paaon kahan
aaj main hoon yahan woh kahan

duur parbaton pay
phool khil rahay hain

pyaar karnay waalay
saath chal rahay hain

ussay dhoondo kahan
ussay paaon kahan
aaj main hoon yahan woh kahan
Abir
Abir
Monstars
Monstars

Pisces Dragon
Posts : 264
Join date : 2011-02-09
Age : 36

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: aaj main hoon yahan woh kahan

Post by Abir Sun Feb 13, 2011 5:36 pm

Juda hona hi thehra to

Gilay kaisay shikayat kya

Juda ho jayen chupkey se

Na tum bolo na main boloon

Hamare bol perne se

Judaayi phhail sakti hai

Hawaun main

Fizaaaaon main

Judaai zaat main bher lein

Chalo ham is terha ker lain

Kisi sunsaan raste ke

Kisi bhi morre per dono

Juda ho jayen chupke se

Na tum bolo na main bolon

Hamare bol parney se

Judayi phhail sakti hai
Abir
Abir
Monstars
Monstars

Pisces Dragon
Posts : 264
Join date : 2011-02-09
Age : 36

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: aaj main hoon yahan woh kahan

Post by Abir Sun Feb 13, 2011 5:37 pm

ab bhala chhor ke ghar kia kartay
Shaam ke waqt safar kia kartay

Tairi masroofiyatain jantay thay
Apnay aanay ki khabar kia kartay

Jab sitaaray hi nahi mil paaey
Le ke hum Shams- o- Qamar kia kartay

Woh musafir hi khuli dhoop ka tha
Saaey phaila ke shajar kia kartay

Khaak hi awwal-o-aakhir thehri!!!
Kar ke zarray ko gohaar kia kartay

Raaey pahlay se hi bana li tu nay
Dil main aab hum tairy ghar kia kartay

Ishq ne saaray saleeqe bakhshay
Husan se kasb-e-hunar kia kartay
Abir
Abir
Monstars
Monstars

Pisces Dragon
Posts : 264
Join date : 2011-02-09
Age : 36

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: aaj main hoon yahan woh kahan

Post by waqas Sun Feb 13, 2011 9:00 pm

nice sharing Angel
waqas
waqas
Monstars
Monstars

Leo Tiger
Posts : 283
Join date : 2011-02-13
Age : 37

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: aaj main hoon yahan woh kahan

Post by Rao Muhammad Aftab Mon Oct 24, 2011 1:48 pm

bohat khoob. aaj main hoon yahan woh kahan 25986
Rao Muhammad Aftab
Rao Muhammad Aftab
Monstars
Monstars

Pisces Snake
Posts : 1091
Join date : 2011-02-11
Age : 35

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: aaj main hoon yahan woh kahan

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

View previous topic View next topic Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum