Kab mera nasheman ahl e chaman gulshan main gawara kartay hain
Page 1 of 1 • Share
Kab mera nasheman ahl e chaman gulshan main gawara kartay hain
Kab mera nasheman ahl e chaman gulshan main gawara kartay hain
Ghunchay apni awazoon main bijli ko pukara kartay hain
Ponch na arq rukhsaroon say rangin e husn ko barhnay doo
Suntay hain k shabnam kay qatray pholoon ko sanwara kartay hain
Ab nazah ka aalam hai mujh per tum apni mohabbat wapis lo
Jub kashti doobnay lagti hai tou bojh utara kartay hain
Jati hoi maiyat dekh kar bhi Wallah tum uth kar aa na sakay
Doo chal qadam tou dushman bhi takleef gawara kartay ahin
Taroon ki baharoon mein bhi Qamar tum afsurda say rehtay ho
Phoolon ko dekho kanton main hans hans kar guzara kartay hain

saleha- Monstars
-
Posts : 469
Join date : 2012-01-28
Age : 36
Location : ...
Similar topics
» Main nay kahan mera naam AAITABAAR hay
» Hum tere shehr main aye hain musafir ki tarha
» Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain
» Kartey Hain Teri Talash Main Aur Meri Tanhai
» samandar main utartii hoon to aankhain bheeg jati hain

Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|
Mon Apr 22, 2024 11:23 am by Joshuaadam
» Aloha Planner - Note-Taker
Thu Apr 11, 2024 4:52 pm by ali001
» Streaming Guide Film TV Series
Tue Apr 09, 2024 9:39 pm by ali001
» Apricot Tree Problems & Solutions ????|خوبانی کے پھل کو کیڑا لگنےسے بچانے کا طریقہ ????
Sun Apr 07, 2024 6:28 am by Zamaan Khan
» خوبانی کے پودے کی کاشت گرم علاقوں میں کرنی چاہیے یا نہی
Sun Apr 07, 2024 6:24 am by Zamaan Khan
» New Here
Sun Apr 07, 2024 6:15 am by Zamaan Khan
» Bajta Hua Sochoon Main Koi Saaz Na Aaye Naat
Sun Apr 07, 2024 6:14 am by Zamaan Khan
» Woh Pagal Si Episode 52 to 62 - Top Pakistani Drama
Sun Apr 07, 2024 6:06 am by Zamaan Khan
» Woh Pagal Si Episode 42 to 51 - Top Pakistani Drama
Sat Apr 06, 2024 4:50 pm by Ch. Ehtisham Gujjar