Wehshatain kaise hain khawabon se ulajhta kia hai
Page 1 of 1 • Share
Wehshatain kaise hain khawabon se ulajhta kia hai
Wehshatain kaise hain khawabon se ulajhta kia hai
eak duniya hai aakeli tu he tanha kia hai
daad de zarf-e-sama'at tu karam hai warna
tishnagi hai meri awaaz ki naghma kia hai
boolta hai koe her aan laho main meray
par dikhai nahi deta ye tamasha kia hai
jis tamanna main gozarti hai jawani meri
main ne ab tak nahi jana wo tamanna kia hai
ye meri rooh ka ehsaas hai aankhain kia hain
ye meri zaat ka aaena hai chera kia hai
kaash dekho kabhi totay hoey aaeno ko
dil shakista ho tu pher apna paraya kia hai
zindagi ki aay kari dhoop bachalay mujhko
pechay pechay ye meri mout ka saaya kia hai

saleha- Monstars
-
Posts : 469
Join date : 2012-01-28
Age : 36
Location : ...
Similar topics
» keh yeh lamhey tumharey hain
» Bin Sajan Jhula Jhulun Main Wada Kaise Bholon
» Tum bhi Khafa ho log bhi beraham hain dosto
» Yahan ab mere razdan or bhi hain
» Ye Hum Aa Gaye Hain Kahan
» Bin Sajan Jhula Jhulun Main Wada Kaise Bholon
» Tum bhi Khafa ho log bhi beraham hain dosto
» Yahan ab mere razdan or bhi hain
» Ye Hum Aa Gaye Hain Kahan
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|
Mon Apr 22, 2024 11:23 am by Joshuaadam
» Aloha Planner - Note-Taker
Thu Apr 11, 2024 4:52 pm by ali001
» Streaming Guide Film TV Series
Tue Apr 09, 2024 9:39 pm by ali001
» Apricot Tree Problems & Solutions ????|خوبانی کے پھل کو کیڑا لگنےسے بچانے کا طریقہ ????
Sun Apr 07, 2024 6:28 am by Zamaan Khan
» خوبانی کے پودے کی کاشت گرم علاقوں میں کرنی چاہیے یا نہی
Sun Apr 07, 2024 6:24 am by Zamaan Khan
» New Here
Sun Apr 07, 2024 6:15 am by Zamaan Khan
» Bajta Hua Sochoon Main Koi Saaz Na Aaye Naat
Sun Apr 07, 2024 6:14 am by Zamaan Khan
» Woh Pagal Si Episode 52 to 62 - Top Pakistani Drama
Sun Apr 07, 2024 6:06 am by Zamaan Khan
» Woh Pagal Si Episode 42 to 51 - Top Pakistani Drama
Sat Apr 06, 2024 4:50 pm by Ch. Ehtisham Gujjar