Wehshatain kaise hain khawabon se ulajhta kia hai
Page 1 of 1 • Share
Wehshatain kaise hain khawabon se ulajhta kia hai
Wehshatain kaise hain khawabon se ulajhta kia hai
eak duniya hai aakeli tu he tanha kia hai
daad de zarf-e-sama'at tu karam hai warna
tishnagi hai meri awaaz ki naghma kia hai
boolta hai koe her aan laho main meray
par dikhai nahi deta ye tamasha kia hai
jis tamanna main gozarti hai jawani meri
main ne ab tak nahi jana wo tamanna kia hai
ye meri rooh ka ehsaas hai aankhain kia hain
ye meri zaat ka aaena hai chera kia hai
kaash dekho kabhi totay hoey aaeno ko
dil shakista ho tu pher apna paraya kia hai
zindagi ki aay kari dhoop bachalay mujhko
pechay pechay ye meri mout ka saaya kia hai

saleha- Monstars
-
Posts : 469
Join date : 2012-01-28
Age : 36
Location : ...
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|
Sat Mar 23, 2024 1:08 pm by ali001
» MindCat: Mindfulness, Meditate
Tue Mar 19, 2024 7:35 am by ali001
» Jordan 1 1 ST Firstcopy Shoes
Sat Mar 09, 2024 6:08 pm by ali001
» Frienzy: Travel with Friends
Fri Mar 08, 2024 7:18 pm by ali001
» Frienzy: Travel with Friends
Fri Mar 08, 2024 7:02 pm by ali001
» DUO Decisions: Choose at random
Fri Mar 08, 2024 11:29 am by ali001
» Yodel Community Connections
Wed Feb 28, 2024 12:56 pm by ali001
» Yodel Community Connections
Wed Feb 28, 2024 12:55 pm by ali001
» Live Timeless - Habit Tracker App
Sat Feb 10, 2024 8:33 pm by ali001