Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position


Join the forum, it's quick and easy

Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position
Virtual Position Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad

View previous topic View next topic Go down

GMT + 3 Hours Tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad

Post by plhr60 Sat Dec 08, 2012 10:01 pm

Tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad
kitane chup-chaap se lagte hain shajar shaam ke baad



Itne chup-chaap ke raste bhi raheinge laa-ilm
Chor jaayeinge kisi roz nagar shaam ke baad



Main ne aise hi gunaah teri judai mein kiye
Jaise tufaan mein koi chor de ghar shaam ke baad



Sham se pahle vo mast apni uraanon mein raha
Jis ke hathon mein the tote hue par shaam ke baad



Raat biti to gine aable aur phir socha
Kaun tha baa_is-e-aaghaz-e-safar sham ke baad



Tu hai sooraj tujhe maloom kahan raat ka dukh
Tu kisi roz mere ghar mein utar sham ke baad



Laut aaye na kisi roz wo aavara mizaaj
Khol rakhte hain isi aas pe dar shaam ke baad................

plhr60
plhr60
Monstars
Monstars

Aquarius Horse
Posts : 536
Join date : 2011-10-20
Age : 34
Drunk

Character sheet
Experience:
Tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad Left_bar_bleue33/500Tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad Empty_bar_bleue  (33/500)

Back to top Go down

View previous topic View next topic Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum