Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position


Join the forum, it's quick and easy

Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position
Virtual Position Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

wo nazar sey door tu hain magar ye ajeeb surat-e haal hai

View previous topic View next topic Go down

GMT + 3 Hours wo nazar sey door tu hain magar ye ajeeb surat-e haal hai

Post by plhr60 Sat Dec 08, 2012 9:34 pm

wo nazar sey door tu hain magar ye ajeeb surat-e haal hai
huma waqt paish-e nazar bhi hain, na firaaq hay na visaal hai

na wo hum say kum, na hum un say kum, wo udher khafa, hum idher khafa
na unhain humara khayyal hay, na humain demaagh-e sawal hai

yehi qurbatain, yehi fasley tu kholoos-e ishq ki jaan hain
kabhi gard-e ranj-o malaal hay, kabhi fikr-e pursish-e haal hai

ye tumhaari talkh nawaiyaan koi aur seh k dikha tu day
ye jo tum main mujh main nibah hay, merey hoslay ka kamal hai

mujhay is ka koi bhi ghum nahi k kisi nay mujh sey wafa na ki
main kisi k kaam na aa saka mujhe sirf is ka malal hai

jo guzar rahi hay guzaar do, na bura kaho, na gila karo
jo tumhara haal hay dostoon, wohi saarey shehr ka haal hai

main kahan sey laoon wo roshni jo kisi k shehr main lut gayi
wo kisi ka shehr bhi lut gaya, mujhe is ka aur malaal hai

terey mashwarey k kholoos per mujhe tark-e ishq qobool hai
magar aik baat hay hum-nasheen, meri zindagi ka sawaal hai

plhr60
plhr60
Monstars
Monstars

Aquarius Horse
Posts : 536
Join date : 2011-10-20
Age : 34
Drunk

Character sheet
Experience:
wo nazar sey door tu hain magar ye ajeeb surat-e haal hai Left_bar_bleue33/500wo nazar sey door tu hain magar ye ajeeb surat-e haal hai Empty_bar_bleue  (33/500)

Back to top Go down

View previous topic View next topic Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum