Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position


Join the forum, it's quick and easy

Virtual Position Forum
Please register to watch content in detail
Thanks
Admin virtual position
Virtual Position Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

View previous topic View next topic Go down

GMT + 3 Hours Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

Post by Abir Sun Feb 13, 2011 5:32 pm

Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

Ye Raaz-e-Mohabbat her ek ko bataya nahi jata



Agar Ehsaas ho to, Mohabat ko karo Mehsoos

Ye wo Jazba hai jo Lafzon mai samjhaya nahi jata



Dosti k liye Mohabbat aur Khuloos hai Lazim

Her Haath milane wale ko Dost samjha nahi jata



Boht kam hain Log jo Dil mai utar jate hain

Her Raah chaltey ko apna banaya nahi jata



Koshish se badal jaati hai Taqdeerein

De ker Ilzaam Qismat ko or Dil ko behlaya nahi jata
Abir
Abir
Monstars
Monstars

Pisces Dragon
Posts : 264
Join date : 2011-02-09
Age : 36

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

Post by Abir Sun Feb 13, 2011 5:32 pm

Jab dooor ufaq per laali ho

Jab shaam uddasi wali ho

Jab zabt ka bandhan tuta ho

Jab aaas ka daman choota ho

Jab darshan pyaas bujhatay hon

Jab mousam geet sunatay hon

Jab kaan hon tersay baaton ko

Jab neendain na ayen raaton ko

Jab aankhon main jagratay hon

~Tab Yaad Bohat Tum Aatay Ho~....!!!
Abir
Abir
Monstars
Monstars

Pisces Dragon
Posts : 264
Join date : 2011-02-09
Age : 36

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

Post by Abir Sun Feb 13, 2011 5:33 pm

"Hwaao uski galli se guzro tou usko mera salaam kehna"

Mujhy khabar hai ke mere ghar se guzerny wali hwaa ka rasta
tumhare ghar tak nahi gaya hai,
salaam mera tumharey kanoon se naa-rsaa hai
Main jaanta hoon yeh bachpana hai

mager haqeeqat ko jaan ker bhi..
na jaanene main ajab maza hai

hwaaon se main ne yeh phir kaha hai,
guzer rehey hain tumhari yadoon ke dum se hi subh-o-shaam kehna
hwaao uski galli se guzro tou usko mera salaam kehna

tumhare ghar ka kisse pata hai...
hwaa ke rukh ki kisse khabar hai ?
Abir
Abir
Monstars
Monstars

Pisces Dragon
Posts : 264
Join date : 2011-02-09
Age : 36

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

Post by Abir Sun Feb 13, 2011 5:33 pm

Na koi kohvaab hamary hain na koi tahbirian hain
hum tu pani py bani hovi tasvirain hain,,,,,,,,

kia kahbaar kabh kis insan py cahat aan gihry
karya-e-sangh hain or kahnch ki tahbiirain hain,,,,,,,,

lout gy mauft mai dono,tairi doulat maira DIL
aye sahkhi! taiyri mairi aik si tahbirain hain,,,,,,,,,,

koi afva gala kaaht na daly
yaah zubaan hain k chalto sahmshirain hain,,,,,,,,,

hum jo nakohvanda nahi hain tu chalo aoo parhain
woh jo divaar per liki hovi tahbirain hain,,,,,,,,,,

hona ho yaah koi saach bolny wala Kaysil
jis k haatoo mai kahlaam, paioon mai zanjirain hain,,,,,,,,,,,,,
Abir
Abir
Monstars
Monstars

Pisces Dragon
Posts : 264
Join date : 2011-02-09
Age : 36

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

Post by waqas Sun Feb 13, 2011 9:01 pm

nice sharing Angel
waqas
waqas
Monstars
Monstars

Leo Tiger
Posts : 283
Join date : 2011-02-13
Age : 37

Back to top Go down

GMT + 3 Hours Re: Dil apne aap Dharakta hai, Dharkaya nahi jata

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

View previous topic View next topic Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum