jaane kaisa hunar aata tha use
Page 1 of 1 • Share
jaane kaisa hunar aata tha use
jaane kaisa hunar aata tha use
har pal mere khwabo mein rha karti thi
jitna usse durr jaana chahta tha
utna hi qareeb mere aaya karti thi
...maine kaha bhi tha usse
mat chaho itna mujhe
phir bhi naa jaane kyun
toot kar mohbbat mujhse kiya karti thi
mujhe apne paas bulaakar
meri baahoon mein soya karti thi
nazron se nazrein milaakar, haatho mein haath lekar
zingdi bhar saath rehne ki kasme khaaya karti thi
ajib tarika tha uska mujhse mohbbat karne ka
mujhko chup karakar khud roya karti thi
baaton mein kashish thi uski
har baat mujhse shuru aur
mujh par hi khtam kiya karti thi
kaha karti thi jaan se bhi zyaada pyaare ho tum mujhe
uski dharrkan meri dharrkan se hi chala karti thi
kehti thi chorr dungi saara zamaana tumhre liye
jo meri zindgi apni mutthi mein lekar ghuma karti thi
woh badal gayi itni mohbbat karne waali
jo rooh ki tarah mujh mein basa karti th

plhr60- Monstars
-
Posts : 536
Join date : 2011-10-20
Age : 34
Character sheet
Experience:
(33/500)
Similar topics
» Hum apni Deewangi se jaane jaate hain
» Wafa mein ab yeh hunar ikhtiyaar karna hai
» Wafa mein aab yeah hunar ikhtiyaar karna hai..
» Jaane Kahan Gaye Woh Din
» Jaate Ho Jaane Jaana Song
» Wafa mein ab yeh hunar ikhtiyaar karna hai
» Wafa mein aab yeah hunar ikhtiyaar karna hai..
» Jaane Kahan Gaye Woh Din
» Jaate Ho Jaane Jaana Song
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|
Tue Jun 04, 2024 10:34 am by ali001
» Ask & Chat - Your AI Assistant
Tue May 28, 2024 12:44 pm by ali001
» FVS Forex - Live Forex Signals
Mon May 27, 2024 9:54 am by ali001
» MedidexConnect Pharmacist Chat
Wed May 22, 2024 1:32 pm by ali001
» FISH PBs
Mon May 20, 2024 11:56 am by ali001
» Watchat Streaming World IPTV
Mon May 20, 2024 6:26 am by ali001
» Used Car Auctions USA
Sat May 18, 2024 10:16 pm by ali001
» Amuse - Become Smarter
Wed May 15, 2024 10:50 am by ali001
» Fort Lock
Sat May 04, 2024 11:49 am by ali001