Main andheri raat ka musafir keroon roshni ka intezaar kia??
Page 1 of 1 • Share
Main andheri raat ka musafir keroon roshni ka intezaar kia??
Main andheri raat ka musafir keroon roshni ka intezaar kia??
Tay ker loon musafatain raat main sulaghtay din ka etabar kia??
Mujhay rastay main nafratain mili or kuch phool bewafai k..
Main kia janoo kia hai muhabat kia samjhoon hai yeh pyar kia??
Main tanhaiyon main zinda hoon main per katta parinda hoon..
Koi aa k mujhay bata jaey hota hai wisaal-e-yaar kiaa??
Koh-e-toor per to pohanch gaey sang le ker kuch ahl-e-nazar..
Jis nazar ko taab-e-deedaar nahi woh nazar keray deedar kia??
Yeh rog ishq ka rog hai yeh saaz nahi yeh soz hai…
Is rog ki koi dawa nahi phir dawa keray beemaar kia??
Us ne jaan meri maang li sadqay main apnay pyaar k…
Yeh dum to usi humdum ka tha phir kerta main inkaar kia??
Main thak ker baitha tha Majid ik shajar ki ghanni chaon main..
Jis ne tan man mera jala diya woh shajar tha sayadaar kia??

saleha- Monstars
-
Posts : 469
Join date : 2012-01-28
Age : 36
Location : ...
Similar topics
» Main andheri raat ka musafir keroon roshni ka intezaar kia??
» Hum tere shehr main aye hain musafir ki tarha
» Din Raat k Aanay Jaanay Main
» Wo Raat Dard Aur Sitam ki Raat Hogi
» Dil pareshaan hai raat bhaari hai

Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|
Sat Mar 23, 2024 1:08 pm by ali001
» MindCat: Mindfulness, Meditate
Tue Mar 19, 2024 7:35 am by ali001
» Jordan 1 1 ST Firstcopy Shoes
Sat Mar 09, 2024 6:08 pm by ali001
» Frienzy: Travel with Friends
Fri Mar 08, 2024 7:18 pm by ali001
» Frienzy: Travel with Friends
Fri Mar 08, 2024 7:02 pm by ali001
» DUO Decisions: Choose at random
Fri Mar 08, 2024 11:29 am by ali001
» Yodel Community Connections
Wed Feb 28, 2024 12:56 pm by ali001
» Yodel Community Connections
Wed Feb 28, 2024 12:55 pm by ali001
» Live Timeless - Habit Tracker App
Sat Feb 10, 2024 8:33 pm by ali001